Hii I am Ankush Kumar (Anku Online), this website is no more, if you click here then you can redirect to my other personal website About section Page. I think you are happy to know from me. Keep Smile & Keep Supports.

Recent Post

8/14/2018

3 Tips & Tricks Computer/Internet User for Students ||


Dosto agar ap bhi Internet par kuch search karte honge, to ye tips apke liye bhot importants hone wali, bilkul dosto aaj me apko kuch aese computer tips & triks batane wala  hu jise ap internet par search karke apna time bacha sakte hai or knowledge bhi pa sakte hai, iske liye apko sare Tips & Tricks ko follow ko follow karna hoga.

Tips No. 1

ब्राउज़र पर बिना कोई टेब ओपन किए किसी चीज की जानकारी कैसे ले।


maan lijiye ap Google par kisi chij ka definition search karna chate hai, bina time gawayen or bina koi tab ko open kiye. Uske liye apko iss tips ko follow karna hoga, sabse phele ap apne mobile ya computer ke chrome me chale jaiye or search kijiye (ex- Define Science) uske bad ap dekh sakte waha apko science ka definition show hone lagega or ese me aap apne time bhi bacha sakenge or apko koi tab bhi open nahi karna hoga.


Tips No. 2

Last Closed Tab Ko Shortcut Kese Open Kare ?


maan lijiye ap apne computer ke browser kuch search kar rahe hai, search karte samay apne multiple tab open kar rakha or sare tab apke liye important hai, agar galti se apse koi tab delete ho jata hai us samay ap bhot disturb ho jate hai, agar ap us tab ko dubara open karna chahe to uske liye apko history me jana padta hai ya dubara se apko browser pe search padta or isse apka bhot time bhi spend hota hai, lekin yaha pe ek shortcut key hai jisse ap apne last closed tab ko turant open kar payenge iske liye apko apne keyboard par bas (ctrl+shift+T) press karna hoga or phir ap apne last closed tab ko open kar payenge.

Tips No. 3

Ek Browser Me Do email Id Ka Kese Use Kare Bina Login Kare ?


maan lijiye ap apne browser me kisi website par SignUp karte hai apne email id se jo apke mobile ya Computer me login nahi, iske liye apko kuch nahi karna bas apko computer me (ctrl+shift+N) press karna hoga press karne ke bad aap Google incognito page aa jayenge uske bad apko waha apne email id se kewal ek bar login hona hoga uske bad waha jab chahe tab waha ap ap email open kar sakte hai bina login kiye. iss tricks se apka time ka bhot bachat hoga.
Dosto ye asan se Tips & Tricks ko follow karke Internet ki duniya me ap apna knowledge badha sakte hai or apna searching Time bhi bacha sakte hai. agar apko inn Tips & Tricks se question ya quiries ho to ap hm comment kare.

No comments:

Post a Comment

#